Tuesday 14 July 2015

Jab Tak Hai Jaan !! Poem of GMCS Aazad Parindey By Vaishakhi Shah



Kaha khatam hue ye 15 din kuch Pata hi nahi chala!  Lagta he jese ye pal yaad rahega jab tak he Jaan! *
Woh kushal ke jokes aur nautanki,,  woh "soo Mr Deep"  wala andaaz,  yaad rahega jab tak he Jaan! 
Woh shero shayari k baadsha,  woh uske ajeeb se hunar yaad rahega jab tak he Jaan! 
Woh kisiko kisi se chidana aur megha ka yuh sharmana yaad rahega jab tak he Jaan! 
Wo dosti woh baatein woh mulakateein haa kadam yaad rahega jab tak he Jaan! 
Woh mehul aur apal ka late aana aur parth ka unse bhi late aana yaad rahega,
Woh Prakriti ka photo se dur bhagna., 
Woh Sanjana ka cell chori hona aur heta ka bol bolna, 
Woh Dhruti ka chupkese muskana,  yaad rahega jab tak he Jaan! 
Woh kabhi mujhse skit me yaa dare me dance karwana,  woh saree me naachwana,
Woh Bhavesh ka chupa rustam kaam dekhna aur woh jayu ka sabko saath dena yaad rahega jab tak he Jaan! 
Woh Sonam aur Priyanka ka strong hona
Woh Khyati ki khubsurti se mohit hona
Woh riya ka muskana aur pooja ka chup jana yaad rahega jab tak he Jaan! 
Woh Narendra se isharo me masti karni
Woh Rutvik ko haa baar pareshaan karna, 
Sab boys ki masti wahi ek doosre k taraf pyaar, 
Yaad rahega jab tak he Jaan! 
Har ladki aur ladke k pange woh sath Kiya hua kaam kabhi nahi bhool paungi jab tak he Jaan! 
Woh Chinmay ka daddy Cool wala andaaz woh Sanjog se takraar woh riya se apnapan woh tum logo se hui dosti nahi bhoolenge jab tak he Jaan

Thank you to all 50 people present in this GMCS!  So lucky to have you all!  Thanks for making it so memorable!



Featured post

Sportsmanship Everywhere: A Universal Virtue

  "Sportsmanship Everywhere: A Universal Virtue" is not just a statement, but a philosophy that underscores the importance of appl...